Blog Website Ki Broken Link Check & Remove Kaise Kare

Blog Website Ki Broken Link Check & Remove Kaise Kare Agar aap ka blog website par Broken link available hai toh aapka website ka SEO ranking mein bura effect pad sakta hai.

Main aapko details mein bataunga aap apne blog aur website ka broken link kaise remove kar sakte hai.

Website Blog Me Broken Links Check Kaise Kare

Broken links check aur remove karne ke liye apko ek plugin Install kar ke configure karna hoga. Plugin ka naam hai (Broken Link Checker) yeh plugin ka help se aap apne saare broken links ko aasani se remove kar sakte hai.

How To Install and Configure Broken Link Checker Plugin

Plugin ko install karne ke liye pahle apko WordPress Dashboard par plugin option mein jaana hai. Phir “Broken Link Checker” yeh plugin ko install karna hoga.

Blog Website Ki Broken Link Check And Remove Kaise Kare
Blog Website Ki Broken Link Check & Remove Kaise Kare

Install karne ke baad isse “Active” kariye, Plugin active karne ke baad plugin ka setting par click kariye. Jaaise aap setting par click karte hai aapke saamne (General Setting, Look For Links In, Which Links To Check, Protocols & APIs aur Advanced) yeh saare options show hoga.

Website Blog Ki Errors Kaise Check Kare

Website Blog Ki Errors Kaise Check Kare
Website Blog Ki Errors Kaise Check Kare

Ab aapko kuch basic settings karna hoga step by step maine niche complete information diya hu aap usko follow kar sakte hai, agar aapko kuch changes karna hai apka settings mein toh aap apne hissab se kar sakte hai.

Blog Website Ki Broken Link Check & Remove Kaise Kare

General Setting

  1. Check each link Every 72 Hours select kariye,
  2. E-mail notifications par (Send me e-mail notifications about newly detected broken links)
  3. Notification e-mail address par aapka email id enter kariye
  4. Link tweaks (Apply custom formatting to broken links | Edit CSS)
  5. Suggestions (Suggest alternatives to broken links) isse tick kariye
  6. Warnings (Show uncertain or minor problems as “warnings” instead of “broken”) isse tick kariye.

Look For Links In

  1. Look for links in (Comments, Pages & Posts)
  2. Post statuses (Published)

Which Links To Check

  1. Link types (HTML links, HTML images & Embedded YouTube videos)

Protocols

  1. Check links using (Basic HTTP & YouTube API)

Advanced

  1. Timeout (30 seconds)
  2. Link monitor (Run continuously while the Dashboard is open & Run hourly in the background) dono select kariye
  3. Show the dashboard widget for (Editor and above)
  4. Show link actions (Unlink, Not broken, Dismiss & Recheck)
  5. Max. execution time (420 seconds)
  6. Server load limit (10.00)

Baaki pura settings ko same hi rhne dijiye and “Save” kariye. Phir se WordPress ka Dashboard par challe jaiye.

Website Blog Me Broken Links Check Kaise Kare
Website Blog Me Broken Links Check Kaise Kare

WordPress Dashboard par aapka Broken Link Checker plugin ka bhi Dashboard show hota hai. Agar koi bhi broken links available rha toh aapko show hoga aapko simply broken links ko “Unlinks” kar dena hai.

Register email id par bhi aapko aapka website ka broken links ka notifications milte rhega.

Also ReadBlog Aur Website Ki Speed Kaise Check Kare

Guys mujhe ummid hai Blog Website Ki Broken Link Check & Remove Kaise Kare yeh information apko pasand aaya hoga, agar koi bhi cheez nahi samaj aaya hai toh please comments Thank You.

Leave a Comment