SEO Meta Tags Generate Kaise Kare

SEO Meta Tags Generate Kaise Kare

Google par blog aur website ko rank karwane ke liye aapko aapka website par Mate Tags add karna hi padta hai, Main aapko bataunga SEO Meta Tags Generate Kaise Kare complete information step by step.

Blog Website Mein Meta Tags Generate & Add Kaise Kare

Meta Tags Search engine optimization (SEO) ka ek important part hai. Without SEO & Meta Tags descriptions ka blog website ko Google search engine par ranking nahi milta hai.

Online toh bahut saare tools available hai Meta Tags generate ke liye par saare tools pearly work nahi karta hai.

Meta Tag Generator for Blogger Website

Main aapko bataunga ek genuine website jaaha se aap Free mein apne blogger & website ke liye meta tag generate kar sakte hai. Website ka naam hai Free Meta Tag Generator yeh website ko main khud use karta hu apne saare websites ka meta tag generate karne ke liye,

Free Meta Tag Generator yeh website se create kiya hua tags and descriptions perfect work kar rha hai mere websites par usiliye main aapko yeh website ka naam recommend kar rha hu.

SEO Meta Tags Generate Kaise Kare

Agar aap apne sites ke liye create karne chahte hai meta tags to aap (Free Meta Tag Generator) yeh link par click kariye aapko direct official website par redirect karega.

Blog Website Mein Meta Tags Generate & Add Kaise Kare
Blog Website Mein Meta Tags Generate & Add Kaise Kare

Aap simply apna sites details fill kariye

  1. Site Title – Aapka Website yah Blog ka naam.
  2. Your Site Descriptions – Aapka sites ka complete descriptions fill kariye.
  3. Site Keywords – Site ka keywords enter kariye.
  4. Allow robots to index your website? – (YES) select kariye.
  5. Allow robots to follow all links? – (YES) select kariye.
  6. What type of content will your site display? – (UTF-8) isse select kariye.
  7. What is your site primary language? – yeh option par aapko aapka website ka language select karna hai. For Example – English, Hindi etc….

Blogger Website Meta Tag Description Generator

Blogger Website Meta Tag Description Generator
Blogger Website Meta Tag Description Generator

Abhi aapke samne (Search engines should revisit this page after days) yeh option show ho rha hai, usse same rhne dijiye, Box par Tick mark nahi karna hai aur uss par kuch bhi nahi likhna hai.

2nd option (Author) ka show ho rha hai usse par aapka website ka naam enter kariye yah toh aap apne naam bhi rakh sakte hai. Ab Generate Meta Tags par click kaiye.

(Copy to clipboard) se code ko pura copy kariye. Ab aapko WordPress Dashboard mein Appearance par Theme Editor hai usse jaana hai.

SEO Meta Tags Kaise Generate Kare
SEO Meta Tags Generate Kaise Kare

Theme editor mein aap ko right side par (Theme Header) show hoga uss par click kariye, ab aapke samne Theme ka Header editor page open hoga. Header editor page ke under aapko (<head>) yeh show hoga iss ke niche apko apna Meta tag code paste kar dena hai.

Code paste karne ke baad Upload File par click kariye. Congratulation aapka meta tags successfully create and add ho gya hai.

Guys ummid karta hu aapko Blog Website Mein Meta Tags Generate & Add Kaise Kare yeh information pura samaj aa gya hai. Agar aapko koi bhi cheez nahi samaj aata hai toh please comments kariye Thank You.

Leave a Comment